⚠️Sare La Makan Se Talab | Naat Qawwali | Ghulam Farid Sabri Brothers (Lyrics & English Translation)

2020-08-26 21,688 0 2,364,906 YouTube

Download Convert to MP3

Performed By: Ghulam Farid Sabri Kalaam By: Hazrat Ambar Shah Warsi (RA) Lyrics and Translations: Bhaijaan Yousufi Raag: Khammaj The main Urdu section of the qawwali is written by Hazrat Ambar Shah Warsi of the Warsiyah Sufi Order. Many people have to come to know them as ones who wear Saffron-colored robes. The Sufi chain has sprung from a well-known Sufi Saint, Hazrat Waris Ali Shah Sahib of Dewa from the late 1800s. Not to be confused by Warish Shah from the 1700s that wrote much illustrious Sufi poetry in Punjabi. Anyways, mixed in with this qawwali is also the poetry of Hazrat Sheikh Saadi Shirazi. "Balagal Ula" is written by Saadi, while Ambar Shah has written "Sirre La Makaan" to explain Saadi's work. Both are intertwined. Both speak of the same subject matter and both are created in the same rhythm. It is said that when Saadi was composing this naat, he wasn't able to write the final closing verse. While working on it, he dozed off. In his dream, Prophet Muhammad came with other Sahaba. Saadi was asked why he looked troubled. Saadi relayed the problem he was having with the 4th verse. Prophet Muhammad smiled and asked him to recite as much as he's completed so far. Saadi recited: "Balaghal Ula, Ba Kamalihi Kashafad Duja, Ba Jamalihi Hasonat Jamiyo Khisaalihi" The Prophet then added the final verse: "Sallu Alehi Wa Aalihi" This is why this particular naat of Sheikh Saadi is revered by so many because Prophet Muhammad himself took part in composing part of it. So I guess, Ghulam Farid Sabri, easily took his Sufi Master's work, and very easily was able to amalgamate with Saadi's written naat. What a beautiful mixture of words. In many ways, Urdu speakers wouldn't have still known the meaning of what Saadi was talking about. But Ambar Shah explained well and Ghulam Farid simply took it to the next level with the delivery. -- Ae Khatame Rusul, Kaabae Maqsood Tui Dar Surate Har, Che Hast Mojood Tui Aayate Kamaale Haq, Ayaan Nast Bato Aan Zaat Ke Dar Pardah, Nihaan Bood Tui -- Suhaani Raat Thi Aur, Pur Sukoon Zamaana Tha Asar Mein Dooba Hua, Jazbe Aashi-Qaana Tha Unhein to Arsh Pe, Mehboob Ko Bulaana Tha Hawas Thi Deed Ki, Meraaj Ka Bahana Tha -- Sirre La Makaan, Se Talab Hui Suwe Muntaha, Woh Chale Nabi -- Yeh Kamale Husn, Ka Mojiza Ke Firaaqe Haq Bhi, Na Seh Saka Sirre La Makaan, Se Talab Hui Suwe Muntaha, Woh Chale Nabi -- Shabe Meraaj Liya, Arshe Bareen Par Bulwaae Sadmae Hijr Khuda, Se Bhi Gawaara Na Huwa Sirre La Makaan, Se Talab Hui Suwe Muntaha, Woh Chale Nabi -- Koi Hadd Hai, Unke Urooj Ki Balaghal Ula, Ba Kamalihi Sirre La Makaan, Se Talab Hui Koi Hadd Hai, Unke Urooj Ki -- Khairul Wara, Sadrud Duqa Najmul Huda, Noorul Ulaa Shamsud Duha, Badrud Duja Yaani Muhammad Mustafa Koi Hadd Hai, Unke Urooj Ki -- Khairul Wara, Sadrud Duqa Najmul Huda, Noorul Ulaa Shamsud Duha, Badrud Duja Yaani Muhammad Mustafa -- Aaqa Rawa, Salaare Deen Ya Rehmatallil Aalameen Aan Muqtadae Mursaleen Aan Peshwaae Ambiya Jannat Nishane Quwe To Wash Shams Eemaan Ruwe To Wallail Wasfe Ruwe To Khubi Ye Ruyat Wadduha Isme to Isme Aazmi Jisme to Jaane Aalami Zaate to Fakhre Aadmi Shaane to Shaane Kibriya Koi Hadd Hai, Unke Urooj Ki -- Jo Gaya Hei Farsh Se Arsh Tak Woh Buraaq Le Gaya Be Dhadak Tabaqe Zimeen, Waraqe Falaq Gayee Neeche Paaon Se Pur Salak Lattein Zulf Ki Jo Gayi Lattak To Jahaan Sara Gaya Mahak Hui Mast Bulbulein Iss Qadar To Yeh Ghunche Bole Chatak Chatak Koi Hadd Hai, Unke Urooj Ki -- Gae Ghar Se Chardh Ke Burraaq Par Shabe Wasl Rukh Se Huwi Sahar Yeh Safar Tha Khoob Se Khoobtar Yeh Hi Tha Har Ek Ki Zabaan Par Koi Hadd Hai, Unke Urooj Ki Balaghal Ula, Ba Kamalihi -- Yeh Hi Ibtida Yehi Intiha Yeh Farogh Jalwae Haq Numa Ke Jahaan Saara Chamak Utha Kashafad Duja, Ba Jamalihi Rukhe Mustafa, Ki Yeh Roshini Yeh Tajalliyon, Ki Hama Hami Ke Har Ek Cheez Chamak Uthi Kashafad Duja, Ba Jamalihi -- Na Falak, Na Chaand Taare Na Sahar, Na Raat Hoti Na Tera Jamaal Hota Na Yeh Kainaat Hoti Ke Har Ek Cheez Chamak Uthi Kashafad Duja, Ba Jamalihi -- Woh Sarapa Rehmate Kibriya Ke Har Ek Pay Jis Ka Karam Huwa Yeh Qurane Paak Hai Barmala Hasonat Jamiyo Khisaalihi -- Yeh Kamale Haqqe Muhammadi Ke Har Ek Pe Chashme Karam Rahi Sare Hashr Naaraae Ummati Hasonat Jamiyo Khisaalihi -- Wahi Haq Nigar Wahi Haq Numa Rukhe Mustafa Hai Wo Aaina Ke Khudae Paak Ne Khud Kaha Sallu Alehi Wa Aalihi -- Mera Deen Ambare Warsi Ba Khuda Hai Ishqe Muhammadi Mera Zikro Fikr Hai Bas Yahi Sallu Alehi Wa Aalihi Che Kunam Bayaane Kamaale Oo Balaghal Ula, Ba Kamalihi Che Farogh Karda Jamale Oo Kashafad Duja, Ba Jamalihi Mano Hairatam Ze Khisale Oo Hasonat Jamiyo Khisaalihi Dilo Jaane Maa Ba Khayale Oo Sallu Aleyhiwa Aalihi Ae Mazhare Noore Khuda Balaghal Ula, Ba Kamalihi Mola Ali Mushkil Kusha Kashafad Duja, Ba Jamalihi Hasnain Jaane Fatima Hasonat Jamiyo Khisaalihi Yaani Muhammad Mustafa Sallu Alehi Wa Aalihi -- Music: (0:00) Intro: (0:17) Suhaani Raat: (2:07) Sirre La Makaan: (3:07) Balaghal Ula: (5:47)

coinpayu
Loading...