Tera Aastan | Muhammad Samie

2020-10-03 35,472 0 2,100,046 YouTube

Download Convert to MP3

Short Sufi Spells (Chapter 1) - The Last Spell TERA AASTAN | MUHAMMAD SAMIE ====================================== Singer: Muhammad Samie Composition & Arrangements: Muhammad Samie Lyrics’ Selection & Arrangement: Muhammad Samie Poets: Muhammad Samie | Shad Azeemabadi | Syed Naseer-ud-Din Naseer | Allama Iqbal | Khawaja Majzuub | Jigar Muradabadi ====================================== AUDIO CREW: Music Production: J Ali Harmonium: J Ali & Muhammad Samie Dholak: Irfan Aly Tabla: Zain Ali Acoustic & Electric Guitar: Musa Raza Sarangi: Zohaib Hassan Recording, Mixing & Mastering: J Ali Production House: Soul Speaks ====================================== VIDEO CREW: Director/DOP/Post: Arslan Farooqi Video Concept: Muhammad Samie & Arslan Farooqi Art Work: Muhammad Samie Assistant Director: Hamzii Khan Line Producer: Muhammad Omer Gaffer: Shahrukh Lights & Sound: DJ9T9 Wardrobe: Muhammad Samie Atta-ur-Rehman - Calligraphy Production House: Arslan Farooqi Films ====================================== © 2020 – Short Sufi Spells ====================================== SPECIAL THANKS: Nairang Art Gallery, Lahore ====================================== Follow Samie on: Youtube: https://www.youtube.com/MuhammadSamie Facebook: https://www.facebook.com/MSamieOfficial Instagram: https://www.instagram.com/samie_muhammad Twitter: https://www.twitter.com/muhammadsamie Official Website: https://www.muhammadsamie.com ====================================== LYRICS: Tera astaan to na mil saka teri rahguzar ki zameen sahi Hamain sajda karne se kaam hai, jo wahan nahi to yaheen sahi Meri zindagi to firaq hai, wo azal se dil main makeen sahi Wo nigaah-e-shauq se door hain, rag-e-jaan se laakh qareen sahi Kabhi ae haqiqat-e-muntazar! nazar aa ibas-e-majaz mein Ke hazaron sajde tarap rahe hain meri jabeen-e-niaz mein Na kaheen jahan mein aman mili, jo aman mili to kahan mili Mere jurm-e-khana kharab ko tere ufuv-e-banda nawaz mein Mujhe bhaithne ki jagah milay, meri aarzoo ka bharam rahay Teri anjuman men agar nahin, teri anjuman ke qareen sahi Sar-e-toor ho, sar-e-hashr ho, hamain intezaar qubool hai Wo kabhi milen, wo kahin milen, wo kabhi sahi, wo kaheen sahi Wasl-o-firaaq-e-yaar ka qissa ajeeb hai Jitna mein us se door wo utna qareeb hai Deta to hai sada wo mujhe sash jahaat se Ab mein na sun sakoon to yeh mera naseeb hai Likha hai yeh kitaab-e-mohabbat ke baab mein Mushkil usi qadar hai jo jitna habeeb hai Kasrat mein bhi vahdat ka tamasha nazar aaya Har cheez mein aks-e-ruḳh-e-zeba nazar aaya Tu kab kisi talib ko sarapa nazar aaya Dekha tujhe utna jise jitna nazar aaya Tu ru-ba-ru ho kar bhi nigahon se chupa hai Tu ho ke ayaan bhi pas-e-parda nazar aaya Sajda jo kiya haar ke dunia ki jafa se Aayi sada aakhir mera hi dar nazar aya Hairat mein hun kis baat ki hai mujh pe inayat? Mujh kamtar-o-bad-tar mein tujhe kya nazar aaya? Kaise main kahoon yeh keh tu nazron se chupa hai? Sab chor gaye jab tu hi tanha nazar aaya Guzra jo tasawwur mein teri raah-e-fana se Haider kahin Shabbir-o-Qalandar nazar aya Tu mera bhi khaliq hai Muhammad (S.A.W.W.) ka bhi khaliq Kaisa yeh khata-kaar ko rishta nazar aaya Tu laakh chupay mujh se ay khalaaq-e-do-alam Har zarra tera parda uthata nazar aaya Woh meri nazar se chupen ge kya, jo makeen hain mere khayaal mein Unhen jab bhi chahoon mein dekh loon, mein kaheen sahi woh kaheen sahi #MuhammadSamie #TeraAastan #ShortSufiSpells

coinpayu
Loading...