Maikada | Muhammad Samie [HD]

2018-12-15 274,261 0 27,559,917 YouTube

Download Convert to MP3

Short Sufi Spells (Chapter 1) | The Fifth Spell MAIKADA | Muhammad Samie ====================================== Singer & Composer: Muhammad Samie Lyrics’ Selection & Arrangement: Muhammad Samie Poets: Jigar Muradabadi | Josh Malihabadi | Mir Anees | Qamar Jalalvi | Hafeez Banarasi ====================================== AUDIO CREW: Music Production: Jay Ali Tabla: Zain Ali Harmonium: Jay Ali Guitars: Musa Raza Recording, Mixing and Mastering: Jay Ali Chorus Group Vocals: Jay Ali, Harris Jarral, Hassan Shah, Waleed Attique Production House: Soul Speaks ====================================== VIDEO CREW: Director: Arslan Farooqi Video Concept: Muhammad Samie & Arslan Farooqi Art Work: Muhammad Samie Production Coordinator: Ali Nagi Location Manager: Hassan Sheikh Wardrobe: Muhammad Samie Lighting: Ali Shah Production House: Arslan Farooqi Films ====================================== © 2018 – Short Sufi Spells ====================================== “Maikada is symbolic. Viewers/ Listeners are advised to interpret with caution and at their own risk.” - Samie ====================================== Follow Samie on: Youtube: https://www.youtube.com/MuhammadSamie Facebook: https://www.facebook.com/MSamieOfficial Instagram: https://www.instagram.com/samie_muhammad Twitter: https://www.twitter.com/muhammadsamie Official Website: https://www.muhammadsamie.com ====================================== LYRICS: Ye hai maikada yahan rind hain, yahan sab ka saqi imam hai Ye hai maikada yahan rind hain, yahan sab ka saqi imam hai Ye hai maikada yahan rind hain, yahan sab ka saqi imam hai Ye haram nahi hai ay shaikh jee, Ye haram nahi hai ay shaikh jee, yahan paarsaai haram hai Ye Hai Maikada Ye Hai Maikada Ye Hai Maikada Ye Hai Maikada [Group Vocals] Jo zara si pee ke behek gaya, usay maikaday se nikaal do Jo zara si pee ke behek gaya, usay maikaday se nikaal do Yahan kam-nazar ka guzar nahi, Yahan kam-nazar ka guzar nahi, yahan ehl-e-zarf ka kaam hai Ye Hai Maikada Ye Hai Maikada Ye Hai Maikada Ye Hai Maikada [Group Vocals] Ye janab-e-shaiḳh ka falsafa, jo samajh mein meri na aa saka Ye janab-e-shaiḳh ka falsafa, jo samajh mein meri na aa saka Jo wahan piyo to halal hai, Jo wahan piyo to halal hai, jo yahan piyo to haram hai Jo wahan piyo to halal hai, jo yahan piyo to haram hai Ye Hai Maikada Ye Hai Maikada [Group Vocals] Koi baadaa-kash koi tishna-lab to kisi ke haath mein jaam hai Ab is mein koi kahe ga kya, ye to maikaday ka nizam hai Ye hai maikada Ye hai maikada Ye hai maikada Ye hai maikada [Group Vocals] Kuch soch ke shama’a pe parwana jala hoga Shayad isi jalne mein jeene ka maza hoga Jis waqt ye mai tu ne botal mein bhari hogi Saqi tera masti se kya haal hua hoga Maikhane se masjid tak paaye gaye naqsh-e-paa Ya rind gaye hon ge ya shaikh gaya hoga Sab se buland hai mere saqi tera muqam Leta nahi baghair wuzu tera koi naam Insaan to kya farishtay bhi kartay hain ehtaraam Hain maah-o-aftaab tere maikaday ke jaam Qaim Muqam hai tu Risaalat Ma’ab (S.A.W.W.) ka Qindeel-e-arsh hai tera sheesha sharaab ka Saqi datti hui hai kharaabation ki saf Phela hua hai abr-e-gauharbar har taraf Botal ka kaak khol, utha kaif baar-e-duf La bada-e-Madina-o-paimana-e-Najaf Tat’heer ki rida hai falak par tani hui De daman-e-Rasool-e-Khuda (S.A.W.W.) mein chani hui Khurshhed-e-mudda’a mera burj-e-sharaf mein hai Ik saqi Karbala mein mera ik Najaf mein hai Le woh Najaf ki simt se aanay lagi sada Saqi mera salam-e-adab le keh mein chala Maula-e-Kainaat (A.S.) aur awaz de mujhe Ay Jibrail (A.S.) quwwat-e-parvaaz de mujhe #MuhammadSamie #Maikada #ShortSufiSpells

coinpayu
Loading...